Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnu Malik
HomeAnu Malik
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke sarhadein insaanon ke liye hai socho tumne aur maine kya paaya insaan hoke panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke sarhadein insaanon ke liye hai socho tumne aur maine kya paaya insaan hoke jo hum dono panchhi hote tairte hum is neele gagan mein pankh pasaare saari dharti apni hoti apne hote saare nazaare khuli fizaaon mein udte khuli fizaaon mein udte apne dilon mein hum saara pyaar samoke panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke sarhadein insaanon ke liye hai socho tumne aur maine kya paaya insaan hoke jo main hoti nadiyaa aur tum pawan ke jhonke to kya hota jo main hoti nadiyaa aur tum pawan ke jhonke to kya hota pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain lehrein hi lehrein banti hain hum dono jo hum dono jo milte to kuchh aisa hota sab kehte ye leher leher
haay peepal ke patwa pe likh di dil ki baat haan peepal ke patwa pe likh di dil ki baat aayi hai havayein le ke piya ji ko saath ab to jagaye mujhko saari saari raat ab to jagaye mujhko saari saari raat khushboo se bheege tere mehadi wale haath peepal ke patwa pe likh di dil ki baat aayi hai havayein le ke piya ji ko saath meri dhadkan pe rehta hai teri dhadkan ka pehra har din har pal hota jaye pyaar humara aur bhi gehra chori chori kya kehta hai chaahat ka mausam sindoori meri saason mein ghul jaaye teri saason ki kastoori haay haaay barson yugon se ye apni mulaqaat khushboo se bheege tere mehadi wale haath peepal ke patwa pe likh di dil ki baat aayi hai havayein le ke piya ji ko saath ishq tere de dunge bendein ve jo dubeyaa so tareyaa buta sumid mere daa ve gharde vede bhareyaa dor bina hi khiche mujhko tera chanchal roop suhana aaja tere hothon pe main likh doon honthon se afsaana ji karta hai moond ke aankhein teri baahon mein so jaaun kuchh naa dekhun kuchh
pehle se ab wo din hai na pehli si raat hai shayad humare beech kahin koi baat hai i feel you love you no more i feel you waana strenger i feel you love you no more i feel you waana strenger pehle se ab wo din hai na pehli si raat hai shayad humare beech kahin koi baat hai kya baat hai jo ab tu humein dekhta nahin ho kis haal mein hain kaise hain kuchh poochhta nahin lagta hain koi aur tere aas paas hai shayad humare beech kahin koi baat hai pehle se ab wo din hai na pehli si raat hai i feel you love you no more i feel you waana strenger i feel you love you no more i feel you waana strenger jaane kahan se raah mein ye mode aa gayaa seene mein dabe paon koi aur aa gayaa jab ke har ik kadam pe tu hi mere saath hai shayad humare beech kahin koi baat hai pehle se ab wo din hai na pehli si raat hai i feel you love you no more i feel you waana strenger i feel you love you no more i feel you waana strenger o pehle se ab wo din hai na pehli si raat hai shayad humare beech
aaa aaaa aaaaa prem mein tohre aisi padi main purana zamana naya ho gaya yeh kya ho gaya kab saans thaami kab saans chhodi har dard mera bayaan ho gaya yeh kya ho gaya prem mein tohre aankhon se chhalke shaamein awadh ki subah hai honthon pe banaras waali baalon se barse jhelum ka paani ghaat se ghaat main aisi phiri re mujhse thikana mera kho gaya yeh kya ho gaya prem mein tohre parde mein tohre chori chori chori chori jiya jaaye na parde mein tohre chori chori chori chori mita jaaye na aata hai chhupke tu mere dar pe ghayal dil aur dhadkan banjar ghayal dil aur dhadkan banjar haldi mali jo ghaav pe tohre har zakhm mera hara ho gaya yeh kya ho gaya prem mein tohre aisi padi main purana zamana naya ho gaya yeh kya ho gaya prem mein tohre prem mein tohre aisi padi main purana zamana naya ho gaya yeh kya ho gaya
pyaar karna na tha pyaar karna pada tumpe marna na tha tumpe marna pada dil dena na tha dil dena pada dil dena na tha dil dena pada dard lena na tha dard lena pada pyaar karna na tha pyaar karna pada phool khilne na the phool khilne lage humko milna na tha roz milne lage aankh ko rat jage achhe lagne lage raat ke saath hum raat jagne lage pyaar karna na tha pyaar karna pada tumpe marna na tha tumpe marna pada yaad karne lage naam lene lage dil diya to diya jaan dene lage ho yaad karne lage naam lene lage dil diya to diya jaan dene lage aaya saawan to phir pyaas jagne lagi dekho dono taraf aag lagne lagi pyaar karna na tha pyaar karna pada humko sunna na tha tumko sunne lage pyaar ke jaal mein hum to fasne lage aisa hona na tha aisa hone laga aisa hona na tha aisa hone laga pyaar karna na tha pyaar karna pada tumpe marna na tha tumpe marna pada dil dena na tha dil dena pada dil dena na tha dil dena pada hoo dard lena na tha dard lena pada
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai maine chaaha tha tujhe bas mujhko itna yaad hai maine chaaha tha tujhe bas mujhko itna yaad hai aur un yaadon se ab tak dil mera abaad hai phool ko masla kisi ne phool ko masla kisi ne phool kyun badnaam hai pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai tum jahaan bhi ho hamesha mere dil ke paas ho tum jahaan bhi ho hamesha mere dil ke paas ho aaj bhi aur kal bhi meri zindagi ki aas ho tujhpe jo ungli uthegi tujhpe jo ungli uthegi mujhpe wo ilzaam hai pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
kehte hain log mujhe raam jaane kaise pada yeh mera naam jaane kaise pada yeh mera naam jaane raam jaane raam jaane raam jaane raam jaane o raam jaane yeh toh bata tere iss dil ka raaja bana paise ka kaise gulaam jaane raam jaane raam jaane raam jaane raam jaane yaaro maza lene do zara sa barson raha hoon main bhooka pyasa woh ik haqeeqat hai o deewaane samjha hai tune jisko tamaasha hooo ooooo ooo ooo mat chhed mujhko aa hosh mein paagal jawaani ke josh mein mat chhed mujhko aa hosh mein paagal jawaani ke josh mein tu pee gaya kitne jaam jaane raam jaane raam jaane raam jaane raam jaane jo jhoot sach ko pehchanta hai duniya mein jeena wo jaanta hai hum kya karen hum tujhse alag hain hum maut ko zindagi maanta hai hooo ooooo ooo ooo marna hai ik din sabko magar o bekhabar tujhko kya khabar marna hai ik din sabko magar o bekhabar tujhko kya khabar kya hai tera anjaam jaane raam jaane raam jaane raam jaane raam jaane kaise tera toota dil jod doon main dil chaahe
raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin tera nashila badan bahon ne chhoda nahin aankhen to kholi magar sapna wo toda nahin haan wohi wo wohi sanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin hoo raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin tere bina bhi kabhi tujhse machal leti hoon karvat badalti hoon to sapna badal leti hoon tere bina bhi kabhi tujhse machal leti hoon karvat badalti hoon to sapna badal leti hoon tera khayaal aaye to bal khaa ke mal jata hai pani ki chaadar tale dum mera jal jaata hai haan wohi wo wohi sanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin hoo raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin tere gale milne ke mausam bade hote hain janmon ka vada koi ye ghum bade chhote hain hoo tere gale milne ke mausam bade hote hain janmon ka vada koi ye ghum bade chhote hain lambi si ik raat ho lamba sa ik din mile bas itna sa jeena hooo
raat ki hatheli par chaand jagmagata hai aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa raat ki hatheli par chaand jagmagata hai uski narm kirnon mein tumko dekhtaa hoon to dil dhadak sa jaata hai dil dhadak sa jaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai aa aaa aaa aaa aaa aa aaa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tum kahaan se aayi ho kis nagar ko jaaogi tum kahaan se aayi ho aa aa aa aa aa kis nagar ko jaaogi aa aa aa aa sochta hoon main hairaan chaand jaisa yeh chehra aa aa aa aa raat jaisi ye zulfen aa aa aa aa hain jagaaye sau armaan ik nasha sa aankhon mein dheere dheere chhaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai uski narm kirnon mein tumko dekhtaa hoon to dil dhadak sa jaata hai dil dhadak sa jaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai aa aaa aaa aaa aaa aa aaa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa meri iss tanhaayi mein mere iss viraane mein meri iss tanhaayi mein aa aa aa aa mere
raat shabnami bheegi chandni teesra koi door tak nahin iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo raat shabnami bheegi chandni teesra koi door tak nahin iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo sanam tumko jis din se dekha humne deewana dil kaboo mein nahin bada pyara ye bhi itefaq dekho tumhi mil jaate ho har kahin tumhi mil jaate ho har kahin pyare tumhi mil jaate ho har kahin raat shabnami bheegi chandni teesra koi door tak nahin iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo agar tum bhi wo chaaho jo main chaahon to gul khil jaaye ikraar ka dilon ko milne de kuch na bole hum mazaa aaye phir to pyar ka mazaa aaye phir to pyar ka jaanam aage khud hi jaan lo aur kya kahein jaanam samjha karo raat shabnami bheegi chandni teesra koi door tak nahin iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo thehro badi hai
kya karun kya karun kya karun kya karun jeene ko marne ko marne ko jeene ko hasne ko rone ko rone ko hasne ko kya kya karne ko dil chaahe kya karun kya karun kya karun tujhko maine chaaha tujhko maine socha tujhko maine pooja pooja mil gayi mujhe tu tu tu rabba rabba rabba rabba rabba mere i love you rabba rabba rabba rabba rabba mere i love you rabba rabba rabba rabba rabba mere thank you aarzoo aarzoo o meri aarzoo rabba rabba rabba rabba rabba mere i love you rabba rabba rabba rabba rabba mere thank you dil chahe tod ke taare main jhumke tere bana doon chun chun ke phool main saare zulfon mein teri laga doon dil chahe tod ke taare main jhumke tere bana doon chun chun ke phool main saare zulfon mein teri laga doon le aaon main chaand chura ke bindiyaa ki jagah laga doon ho khwaabon ki galiyon mein tujhko maine dhoondha tujhko maine socha tujhko maine pooja pooja mil gayi mujhe tu tu tu rabba rabba rabba rabba rabba mere i love you rabba rabba rabba rabba rabba
raja ko rani se pyaar ho gaya pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya dil jigar dono ghaayal huye teere nazar dil ke paar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya dil jigar dono ghaayal huye teere nazar dil ke paar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya hooooo raahon se raahein baahon se baahein mil ke bhi milti nahin hooooo hota hai aksar armaan ki kaliyaan khil ke bhi khilti nahin hey phir bhi na jaane kyun nahin maane phir bhi na jaane kyun nahin maane deewana dil beqraar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya rani ko dekho nazrein mili to aankhein churaane lagi ho karti bhi kya wo sar ko jhukaa ke kangana ghumaane lagi hey raja ne aisa jaadu chalaaya raja ne aisa jaadu chalaaya na karte karte ikraar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya dil jigar dono ghaayal huye teere nazar dil ke paar ho gaya
aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaa roshani se bhare bhare bhare bhare naina tere roshani se bhare bhare bhare bhare naina tere chhoo ke bole na chhoona mujhe chhoo ke bole na chhoona mujhe aaaa aaaa sapanon se bhare bhare bhare bhare naina tere sapanon se bhare bhare bhare bhare naina tere chhoo ke bole na chhoona mujhe chhoo ke bole na chhoona mujhe aaaa aaaa dhunda hai dhunda hai tujhe aakash upar tale shayad kisi badari mein lipti huyi tu mile haan dhunda hai dhunda hai tujhe aakash upar tale shayad kisi nadiya pe chalta huaa tu mile roshani se bhare bhare bhare bhare naina tere chhoo ke bole na chhoona mujhe chhoo ke bole na chhoona mujhe sa sara sara sara ra sa sara sara sara ra sa sara sara sara ra sa sara sara sara maine samay rok ke tera pata puchha hai nili nadi se keh ke sagar tale dhunda hai haan leheron pe chalte huye pani ke fan chhute hain jaise tere haath hoo mera ye tan chhute hain roshani se bhare bhare bhare bhare naina tere chhoo ke bole
oooooooooo ooooo oooooooo rut hai milan ki saathi mere aa re rut hai milan ki saathi mere aa re mohe kahin le chal baahon ke sahaare baagon mein kheton mein nadiyaa kinaare rut hai milan ki saathi mere aa re oooooooo oye sajanwaa aa jaa tere bina thandi hawaa sahi naa jaaye aa jaaaa hooo aa jaa rut hai milan ki saathi mere aa re mohe kahin le chal baahon ke sahaare haan baagon mein kheton mein nadiyaa kinaare rut hai milan ki saathi mere aa re hoooooooo jaise rut pe chhaye hariyaali gehri hoye mukh pe rangat neha ki kheton ke sang jhumen pawan mein phulwaa sapnon ke daali armaan ki tere siwaa kachhu sujhe naahi ab to saanware rut hai milan ki saathi mere aa re mohe kahin le chal baahon ke sahaare haan baagon mein kheton mein nadiyaa kinaare rut hai milan ki saathi mere aa re ooooooooooo oye sajaniyaa jaan le le koi mo se ab to laage naina to se aa jaaa hooo aa jaa oooooo mann kehta hai duniyaa taj ke jaani bas jaauuun teri aankhon mein aur main gori mehki mehki
meri zindagi mera pyaar yaad aa raha hai aane waala hai jo woh yaad aa raha hai saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa ho meri zindagi mera pyaar yaad aa raha hai aane waala hai jo woh yaad aa raha hai saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa paayal kaajal kangan daaman saare tujhe bulaaye aa jaa saajan aa jaa tere apne tujhe bulaaye aa jaa aa jaa saajan aa jaa mere mehboob o mere hamsafar tujhko kya pata hai tujhe kya khabar ehsaan tere kitne hai mujhpar rab pe yakeen hai jitna utna hai tujhpar mera mehboob mera sanam aa raha hai hum to mar hi chuke the phir janam aa raha hai saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa chunri meri rangeen hui hai tere rang se saajan aakar rang de mera ang ang apne rang se saajan aa jaa aa jaa saajan aa jaa tumse vafaayein bahut
aaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa saawan ke jhoole pade saawan ke jhoole pade tum chale aao tum chale aao tum chale aao tum chale aao aanchal na chhode mera paagal huyi hai pawan pawan aanchal na chhode mera paagal huyi hai pawan aaaaa aaaaaa aaaaaaa ab kya karoon main jatan dhadke jiya jaise panchhi ude haaaan saawan ke jhoole pade tum chale aao tum chale aao dil ne pukara tumhen yaadon ke pardes se aaaaa aaaaaa dil ne pukara tumhen yaadon ke pardes se aaaaa aaaaaa aaaaaa aati hai jo des se hum uss dagar pe hain kab se khade haaaan saawan ke jhoole pade tum chale aao tum chale aao jab hum mile the piya tum kitne naadaan the aaaaaa aaaaaa jab hum mile the piya tum kitne naadaan the aaaaaa aaaaa aaaaa hum kitne anjaan the baali umariya mein naina lade haaaan saawan ke jhoole pade tum chale aao tum chale aao tum chale aao tum chale aao
hooo saawan mein lag gayi aag dil mera haaye hooo saawan mein lag gayi aag dil mera haaye hooo sunn aye haseena paagal deewani sunn aye haseena paagal deewani aaj naa soya saari raat dil mera haaaye haaye re hooo gajra laga ke aayi kes mein haaye kes mein hooo gajra laga ke aayi kes mein haaye kes mein jamti hai gori kaale bhes mein haaye bhes mein jaana hai kiss pardes mein haaye des mein khanki jo chudi aadhi raat dil mera haaaye ho saawan mein lag gayi aag dil mera haaye hooo paayal pehan ke aayi paanv mein haaye paanv mein hooo paayal pehan ke aayi paanv mein haaye paanv mein peepal ki thandi thandi chhanv mein haaye chhanv mein tumsaa koi naa gori gaanv mein haaye gaanv mein aaj huyi jo barsaat ke dil mera haaye hooo saawan mein lag gayi aag dil mera haaye hooo sunn aye haseena paagal deewani sunn aye haseena paagal deewani aaj naa soya saari raat dil mera haaaye hooo saawan mein lag gayi aag dil mera haaye ke dil mera haaye
aaaa aaaa aaaa aaaaa samajh kar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai samajh kar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai mere mehboob ki tooti huyi choodi ka tukda hai mere mehboob ki tooti huyi choodi ka tukda hai samajh kar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai samajh kar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai meri nazron se dekho to wo mere dil ka tukda hai meri nazron se dekho to wo mere dil ka tukda hai tere mehndi lage haathon mein jab choodi khanakti hai to is gori kalaayi mein ye dil ban ke dhadakti hai ye dil ban ke dhadakti hai ye dil ban ke dhadakti hai ye choodi aashiqon ko pyaar ke naghmen sunaati hai suhaani raat ki khaamoshiyon mein heer gaati hai ye choodi heer gaati hai ye choodi heer gaati hai zameen par jo utar aaya ye wo jannat ka naghma hai samajh kar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai mere mehboob ki tooti huyi choodi ka tukda hai meri nazron se dekho to wo mere dil ka tukda hai mere mehboob jaisa iss zamaane mein
san sanna nan nan nan san sanna nan jaa jaa re jaa ri jaa ri jaa ri pawan san sanna nan nan nan san sanna nan jaa jaa re jaa ri jaa ri jaa ri pawan mere jaisa dhoondh ke laa mera sajjan san sanna nan nan nan san sanna nan nan jaa jaa re jaa ri jaa ri jaa ri pawan aisa kahin koi nahin aisa kahin koi nahin aisa ho to shaayad main karloon milan aisa ho to shaayad main karloon milan jaaa jaaaaa jaa ri pawan jaa ri pawan san sanna nan nan nan san sanna nan jaa jaa re jaa ri jaa ri jaa ri pawan aakaash hai koi prem kavi main uski likhi kavita hooo aakaash hai koi prem kavi main uski likhi kavita mere jaisa koi nahin aaya jag mein yug bita chhoo na sake koi mujhe chhoo na sake koi mujhe chhoo le to haaye lag jaaye agan chhoo le to haaye lag jaaye agan jaa jaa re jaaa jaa ri pawan jaa ri pawan san sanna nan nan nan san sanna nan nan jaa jaa re jaa ri jaa ri jaa ri pawan main aap hi apni premika main aap hi apni saheli haan main aap hi apni premika main aap hi apni saheli
sharmili aankhon ne neechi nigaahon ne chupke se ye keh diyaaaa sanam tum hum pe marte ho muhabbat tum bhi karte ho magar poshida poshida magar poshida poshida sanam tum hum pe marte ho muhabbat tum bhi karte ho ye jo muhabbat hai jaise qayaamat hai dekho to kya ho gayaaaa ke dekhe khaab hai jab se humari aankhen hai tab se badi khaabida khaabida badi khaabida khaabida sanam tum hum pe marte ho muhabbat tum bhi karte ho magar poshida poshida magar poshida poshida ke dekhe khaab hai jab se humari aankhen hai tab se badi khaabida khaabida badi khaabida khaabida sanam tum hum pe marte ho muhabbat tum bhi karte ho suna hai tum to ho deewane suno to mere dil ke taraane suna ke phir lage dohraane sune hai tumne kab ye fasaane tum ko sunaane hai kya wo kahaani hai hum ko hai iska pataaaa inhin baaton ne chheena dil hansi jalwe adaa qaatil nazar dusdeeda dusdeeda nazar dusdeeda dusdeeda ke dekhe khaab hai jab se humari aankhen hai tab se badi khaabida khaabida badi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Panchhi Nadiyaa Pawan Ke Jhonke Refugee (2000) 08:46 21085
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor
Duration : 08:46   Song Number : 21085   

Peepal Ke Patwa Sooryavansham (1999) 06:40 36279
 
Poster of Sooryavansham (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Soundarya, Amitabh Bachchan
Duration : 06:40   Song Number : 36279   

Pehle Se Ab Wo Din Hai Fareb (Twisted Love Unholy Obcession) (2005) 05:20 14962
 
Poster of Fareb (Twisted Love Unholy Obcession) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shilpa Shetty, Manoj Bajpai
Duration : 05:20   Song Number : 14962   

Prem Mein Tohre Begum Jaan (2017) 04:19 38598
 
Poster of Begum Jaan (2017)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Kausar Munir
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vidya Balan
Duration : 04:19   Song Number : 38598   

Pyaar Karna Na Tha (Female) Yeh Jo Mohabbat Hai (2012) 07:09 19306
 
Poster of Yeh Jo Mohabbat Hai (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Shreya Ghoshal
Duration : 07:09   Song Number : 19306   

Pyaar Kehte Hai Jise Angaaray (1986) 05:03 12808
 
Poster of Angaaray (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Smita Patil
Duration : 05:03   Song Number : 12808   

Raam Jaane Ram Jaane (1995) 07:25 32647
 
Poster of Ram Jaane (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Duration : 07:25   Song Number : 32647   

Raat Ka Nasha Asoka (2001) 05:13 16804
 
Poster of Asoka (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Abhijeet, Chitra, Chorus
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor
Duration : 05:13   Song Number : 16804   

Raat Ki Hatheli Par Refugee (2000) 06:57 21142
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Udit Narayan, Chorus
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan
Duration : 06:57   Song Number : 21142   

Raat Shabnami Asha Bhosle 06:04 18282
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Milind Soman
Duration : 06:04   Song Number : 18282   

Rabba Rabba I Love You Aarzoo (1999) 06:28 12298
 
Poster of Aarzoo (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Sonu Nigam, Chorus
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Madhuri Dixit
Duration : 06:28   Song Number : 12298   

Raja Ko Rani Se Akele Hum Akele Tum (1995) 04:56 18672
 
Poster of Akele Hum Akele Tum (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Aamir Khan
Duration : 04:56   Song Number : 18672   

Roshani Se Bhare Bhare Asoka (2001) 06:39 16807
 
Poster of Asoka (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kareena Kapoor
Duration : 06:39   Song Number : 16807   

Rut Hai Milan Ki Mela (1971) 05:42 12216
 
Poster of Mela (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Mumtaj
Duration : 05:42   Song Number : 12216   

Saajan Saajan Teri Dulhan Aarzoo (1999) 07:22 21210
 
Poster of Aarzoo (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik, Chorus
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Madhuri Dixit
Duration : 07:22   Song Number : 21210   

Saawan Ke Jhoole Pade Jurmana (1979) 05:31 21199
 
Poster of Jurmana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman, Anu Malik
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 05:31   Song Number : 21199   

Saawan Mein Lag Gayi Aag Mika 04:10 10682
 
Poster of Mika
 
Category
Indipop
Lyricist
Virag Mishra
Music Director- 
Anu Malik, Shibani Kashyap
Singer- 
Mika
Duration : 04:10   Song Number : 10682   

Samajh Kar Chaand Jisko Baazigar (1993) 08:55 38987
 
Poster of Baazigar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Zameer Kaazami
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 08:55   Song Number : 38987   

San Sanna Nan Asoka (2001) 05:50 16810
 
Poster of Asoka (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Hema Sardesai
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Shahrukh Khan
Raag- 
Candrakauns
Duration : 05:50   Song Number : 16810   

Sanam Tum Hum Pe Wajood (1998) 06:21 14702
 
Poster of Wajood (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Nana Paatekar
Duration : 06:21   Song Number : 14702   
Karaoke Songs of Anu Malik, Sad Songs of Anu Malik, Love Songs of Anu Malik, Dance Songs of Anu Malik, Hip-hop songs of Anu Malik, Best songs of Anu Malik, Super hit songs of Anu Malik, hit songs of Anu Malik, duet songs of Anu Malik, solo songs of Anu Malik, old songs of Anu Malik, famous songs of Anu Malik, Hindi Karaoke Songs of Anu Malik, Hindi Sad Songs of Anu Malik, Hindi Love Songs of Anu Malik, Hindi Dance Songs of Anu Malik, Hindi Hip-hop songs of Anu Malik, best Hindi songs of Anu Malik, super hit Hindi songs of Anu Malik, hit Hindi songs of Anu Malik, duet Hindi songs of Anu Malik, solo Hindi songs of Anu Malik, old Hindi songs of Anu Malik, famous Hindi songs of Anu Malik, Sing Along Songs of Anu Malik, Sing Along Sad Songs of Anu Malik, Sing Along Love Songs of Anu Malik, Sing Along Dance Songs of Anu Malik, Sing Along Hip-hop songs of Anu Malik, Sing Along Best songs of Anu Malik, Sing Along Super hit songs of Anu Malik, Sing Along hit songs of Anu Malik, Sing Along duet songs of Anu Malik, Sing Along solo songs of Anu Malik, Sing Along old songs of Anu Malik, Sing Along famous songs of Anu Malik